Teri Aankhein Keh Gayi Keh Gayi
Teri Aankhein Keh Gayi Keh Gayi
Neendein Na Aaye Raaton Mein
Teri Aankhein Keh Gayi Keh Gayi
Teri Aankhein Keh Gayi Keh Gayi
Woh Pehale Pahel Tune Kahan Thaa
Dekhun Tujhe Jaa Jaane Hai Jaati
Teri Baat Sunkar Ye Maine Kahan Thaa
Chalo Jaao Chhodo Na Baatein Banao
Bhala Maine Kab Ye Kab Ye Kahaa
Tang Na Kar Teri Nazron Se Nazron Se
Are Ab To Bas Kar Are Ab To Bas Kar
Mujhe Tang Karke Mera Dil Jhala Ke
Mohabbat Bhi Karte Ho Meri Tarah Se
O Ho Teri Hi Liye To Dhadkata Hain Ye Dil
Baatein Hi Karte Ho Kuch Is Adda Se
Shayad Mohabbat Mein Khatta Kar Gaya Hoon
Mujhe Maaf Kardo Mujhe Maaf Kardo
Ghum Ho Gaye Teri Jhulfo Ke Haay Jhulfo Ke
Are Mujhko Dash Kar Are Mujhko Dash Kar
Neendein Na Aaye Raaton Mein
Raaton Mein Raaton Mein...