LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tum Hi Aana

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tere Jaane Ka Gam
Aur Na Aane Ka Gam
Phir Zamaane Ka Gam
Kya Karein

Raah Dekhe Nazar
Raat Bhar Jaag Kar
Par Teri To Khabar Na Mile

Bahot Aayi Gayi Yaadein
Magar Is Baar, Tum Hi Aana
Iraade Phir Se Jaane Ki
Nahin Lana, Tum Hi Aana

Bahot Aayi Gayi Yaadein
Magar Is Baar, Tum Hi Aana
Iraade Phir Se Jaane Ki
Nahin Lana, Tum Hi Aana

Meri Dehleez Se Ho Kar
Bahaarein Jab Guzarti Hai
Yahan Kya Dhoop Kya Saawan
Hawayein Bhi Barasti Hai

Humein Pucho, Kya Hota Hai
Bina Dil Ke Jiye Jaana
Bahot Aayi Gayi Yaadein
Magar Is Baar Tum Hi Aana

Koi To Raah Wo Hogi
Jo Mere Ghar Ko Aati Hai
Karo Picha, Sadaaon Ka
Suno Kya Kehna Chahti Hai

Tum Aaoge Mujhe Milne
Khabar Ye Bhi Tum Hi Aana
Bahot Aayi Gayi Yaadein
Magar Is Baar Tum Hi Aana

Marjaavaan
Marjaavaan

WRITERS

Payal De, Kunaal Verma

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other