Soona hai mera yeh jahaan
Do pal ka tha yeh aashiyaan
Ab tum kahaan aur mein kahaan
Naaraaz hai khuda se meri yeh dono aankhein
Pyaar tha jo tumse bepanaah
Dil ko samjhaaye kis tarah
Waqt ka yeh kaisa intehaan
Kat te nahi do pal yahaan
Zindagi ka kaisa yeh safar
Ke ab yaar hai tanhaaiyaan
Jo bayaan na ho zubaan se
Dil ko samjhaaye kis tarah