Sajde kru paanch waqt main nmaazi
Do hzaar sola me chal kar
Tujhe se jo soya tha lad kar
Khud ko khud hee samjhalun
Gussa thi jis baat par tab main
Khud k kaan par ek lga du
Wo khwaab bhi rhe adhoore
Bhre nahi wo zakham jo tere
Tab jaa k likh kar hai sunayi
Jo dil kehta wo likh deta
Aur kisi ko sunayi bhi na deta
wakya huye tere jaane k baad
Dikhne ko lge khush kaamyaab
Andar se dekh toota barbaad
Panoti jo teri zindgi se nikkli
Dekh le maine baatein sab likhli
Khuda se jab bhi maanga Tujhko na
Mere chahe tu kam thodi krde
Toote na kabhi teri saansein ka dhaaga
Tujhko kaha khush rakh leta
Khud ki to narak thi peele
Ye dua jo maangi hai maine
Is liye nahi k tu sath mere hoti
Jiski khushi ki khatir Maine
Aaj meri footi kismat dekho
Badalna chaahu bas wo raat
Hum tum mile hui jab baat