Ankhe milane me thodi c use jhijak thi
Dar tha usko main dard jaan jaunga
Dhoond lunga usko jo shakhs kahi dba padha
Main aankhe mila k asliyat jaan jaunga
baatien karni bhi bht thi
Hamesha ki trah uske saamne main chup tha
Main bacha bna baitha rha
Kujh aur na bta paunga aankhe ab namm hui