LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Teri Baatein Hi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Teri Baatein Hi Sunane Aaye
Teri Baatein Hi Sunane Aaye
Dost Bhi Dil Hi Dukhane Aaaye
Teri Baatein Hi Sunane Aaye
Dost Bhi Dil Hi Dukhane Aaye
Teri Baatein...

Phool Khilte Hain to
Hum Sochte Hain
Phool Khilte Hain to
Hum Sochte Hain
Tere Aane ke Zamane Aaye
Tere Aane ke Zamane Aaye
Dost Bhi Dil Hi Dukhane Aaaye
Teri Baatein Hi Sunane Aaye

Aisi Kuch CHup Si Lagi Hai Jaise
Aisi Kuch CHup Si Lagi Hai Jaise
Aisi Kuch CHup Si Lagi Hai Jaise
Tujhe Hum Haal Sunaane Aaye
Tujhe Hum Haal Sunaane Aaye
Dost Bhi Dil Hi Dukhane Aaaye
Teri Baatein Hi Sunane Aaye

Ajnabi Dost Hamein
Dekh Ke Hum
Ajnabi Dost Hamein
Dekh Ke Hum
Kuch Tujhe Yaad Dilaane Aaye
Kuch Tujhe Yaad Dilaane Aaye
Teri Baatein Hi Sunane Aaye
Teri Baatein Hi Sunane Aaye
Dost Bhi Dil Hi Dukhane Aaaye
Teri Baatein Hi Sunane Aaye

WRITERS

AHMED FARAZ, HASSAN LATIF LALIK

PUBLISHERS

Lyrics © Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other