Tu paas hai mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise
Tu paas hai mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise
Baaton mein teri main raatein bitaaun
Tujhko hi gaaun main, tujhko pukaaroon
Saiyaara tu toh badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara tu toh badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Beetey lamhon se duniya basa loon
Main toh tere aansuon ka bana hoon
Meri hansi mein teri sadaayein
Teri kahaani khud ko sunaaun
yaadon ke taare tootenge kaise
Mere hain jo woh roothenge kaise
Beetey dinon ki kholi kitaabein
Guzre palon ko kaise bhula dein
Baaton mein teri main raatein bitaaun
Tujhko hi gaaun main, tujhko pukaaroon
Saiyaara tu toh badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara tu toh badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai
WRITERS
Tanishk Bagchi, Irshad Kamil, Arslan Nizami, Faheem Abdullah