Kinaare chalunga samundar ke
Lehren ton akar satayengi na
Pehchaan e wafa samete chalunga
Na shiqwa gila koi apna mila nahi
Jise apna banau mein uska nahi
Mein aagey chala ya piche khada
Saari umra chala peron ko jala
Mujhe chalna seekhayega kya
Mein aagey chala ya piche khada
Saari umra chala peron ko jala
Mujhe chalna seekhayega kya
Junun ki subha raaten sukun ki
Ankhon mein duniya samete jo andha ho