I don't really think about us
Do you really think about us
Idhar Jigar hi jigar hain
Kaafi liquor hai liver mai
Meri cigarette kidher hai?
I'm a killer with rhythms
So i can rhyme in a minute
They wanna start so i finish
Hai mera mind sab se illest
Mujhe mere Rizq ki Fikar hai
Mehfilo main honey laga zikar hai zikar hai
Tere pass bhi hai bank mera bigger hai bigger hai
Launda banta hai sab launda giver hai giver hai
Jahan khara hu mein sab ki udher he nazar hai
Kattar Karachi hain idher qabar he qabar hai
Rab bara badshah aur bhai ka bara he sabar hai
Mein ne mall damage kiye lala gadar he gadar hai
Beth meri class mai, chal seat belt baandh
Saalay atay meri naaf tak aur karen teen paanch
Beta khole maine raastay tou sarhe teen chaar
Loray darren meri zaat se mai deta G phaar
Take over time gang floor mangey teen char!
Ab nahi hai baat cheet ab nahi teen panch!
Sick rakhien flow lakin boys nahi beemar
Scene taap diya Mr Most streamed
Qaaflay mein gaariya bhi lagi hoti do teen
Pest control killings rats jaise mortien
Aslahay bandooqein mere yaar dost shauqeen
Always fresh , always clean mere boys saray pro
Kabhi poori na ho neend, zimmedarion hon sou
Living all my dreams, always living on my toes
Kaafi bari meri team, kitne dost bache close?
Kon sach bolay, kon bolay jhoot
Kisne love dia, kon gaya bhool?
Mere log baney waja yaha tak laney main
Sach keh deta aksar anjaney main
Kal raat hi mehfil main baat thi chali
Waqt lagta hai batien bhulaney main
Kabhi tars nahi khatey apne aap par
Log jurey sath jinka ghar hai mere hath par
Abhi bhi hain sath wohi log wohi yaad kar
Qaim rakhna mujhe meri har ik baat par! Mola Madad
Dushman chaaro taraf round bharay sola adad
Sabit qadam larkay kar chukay ye saabit bhi hum
Anti fail hogaye close karne mein ye gap
Silver Screen pe le gaya hu mein Urdu Rap
Triple threat aur mein bhai karu tap in
I say cap out loud when you're capping
Saanp charhna chah rahay hain meri seerhi par
Mein charts se billboards pe, radio se TV par
Throwin peace signs, RIP bhai
Chahu teri mai supaari dedu mean while
Betha likhu aaj b gaanay saaray freestyle
Maine apni har ghalti se seekha hai
Yahan kitnon ka dil maine jeeta hai
Red flag agar dost uska meetha hai
Sirf chauray nahi choron ko bhi peeta hai
Always fresh, always clean
Kabhi pura na ho neend, zimidariyan ho sau
Living always on my dreams, always living on my dawgs
Kafi bari meri team, kitne dost bache close?
Kon sach bole kon bole jhoot betay God knows
Kisne love diya kon gaya bhool God knows