Aankhon Se Ek Pal Mein Kaajal Churata Hai
Hai Apni Adayo Se Ye Paagal Banata Hai
Masti Mein Gaaye Masti Mein Jhumein
Baazi Hamesha Iske Kadmo Ko Chumein
Aa Jaaye Saamne To Hosh Ye Udata Hai
Dikhta Hai Jaisa Waisa, Kuch Bhi Nahin Hai
Rakhta Hai Paav Jahan, Khushiyan Wahi Hai
Dikhta Hai Jaisa Waisa, Kuch Bhi Nahin Hai
Rakhta Hai Paav Jahan, Khushiyan Wahi Hai
Masti Mein Gaaye, Masti Mein Jhumein
Baazi Hamesha Iske, Kadmon Ko Chumein
Apne Ishaaro Pe Ye, Sabko Nachata Hai
Jeevan Mein Haarna Ye Sikha Na Jaana
Mushkil Hai Iski Nazar Se Bach Paana
Jeevan Mein Haarna Ye Sikha Na Jaana
Mushkil Hai Iski Nazar Se Bach Paana
Masti Mein Gaaye Masti Mein Jhumein
Baazi Hamesha Iske Kadmon Ko Chumein
Anhoni Ko Ye Honi Karke Dikhata Hai
Aankhon Se Ek Pal Mein Kaajal Churata Hai
Hai Apni Adayo Se Ye Paagal Banata Hai
Masti Mein Gaaye Masti Mein Jhumein
Baazi Hamesha Iske Kadmo Ko Chumein
Aa Jaaye Saamne To Hosh Ye Udata Hai