Ooo khuaabo mein tu aane wale nind na chura
Teri aakhein hai nasheli mere hosh na udha
Oo re ye diwane tune haal kya kiya
Tu raato ko jaagta mere khuaab hai khafa
Kahi kho gyi hu mai mujhe dhund toh zara
Teri dhadkan hu mai dede dill kaa pata
Teri liye ho gyi hu gharwalo se khafa aur tu
hai jo meri taraf dekhta hi naa
Oo re ye rangile kaisa jaadu hai kiya
Bina chue tune kaise kaabu mein kiya
Tu khushiyan zamaane mein kyun dhudhta hai yaar
Tere saamne hu mai aakhein khol toh zaraa
Ooo khuaabo mein tu aane wale nind na chura
Teri aakhein hai nasheli mere hosh na udha
Oo re ye diwane tune haal kya kiya
Tu raato ko jaagta mere khuaab hai khafa
Kahi kho gyi hu mai mujhe dhund toh zara
Teri dhadkan hu mai dede dill kaa pata
Teri liye ho gyi hu gharwalo se khafa aur tu
hai jo meri taraf dekhta hi naa
Mai BHI behti chalu kyun hawao ki tarah
TERI SAASON KO CHU KE MUJHE HOJATAA NASHA
AB MUJHE TU HI TU DIKHE CHAARO HI DISHA
TU BHI KHO GYA HAI DHUNDU TUJHE TARO MEIN KAHA
Apne dil mein rakhhe baatein mujhe kehta hai tu na
Mai toh raazi hi hu bethi mujhe bhaga le tu yaar
Mere paas mein hi aate tujhe ho jaata hai kyaa
Tujhse pyaar na kru dede koi toh wjha