Mein tumhe pagal kardungi
Mein pagal hona chhatah hoon
Kaisi yeh fikar hai bata na
Kya hoga mujhe tu bata de
Joh bhi hoga mujhe tu bata de
Kaisi yeh fikar hai bata na
Kya hoga mujhe tu bata de
Joh bhi hoga mujhe tu bata de
Teri chamak dhamak tere gunghoroo chamke
Ab tu palat meri taraf tu aa mere sapno mein
Jhumke joh jhule jab mere haath tere kamar pe
Nazrein bhi dhunduli aur faila tere lachak pe
Par mein kya karu zindagi aise hi kat rahi
Besab rehta hoon tumbhi seekho mereseh hi
Inn sab cheezon ke hum nai rakhte hai maaine
Par hum bangaye tere diwaane, yelo mera dil tere hawale
Mujhe samjhne mein aayi kaami
Meri aakhon mein aaye naami
O tere ishq mein saasien thammi
Mein itne dino seh call laga rahi hoon
Nah tum phone uthatey ho ya message dikhte ho
Meri kisi baat ka bura laga tume?
Mujhse koi galti hogayi kya?
Kaisi yeh fikar hai bata na
Kya hoga mujhe tu bata de
Joh bhi hoga mujhe tu bata de
Kaisi yeh fikar hai bata na
Kya hoga mujhe tu bata de
Joh bhi hoga mujhe tu bata de
He never touches you again
He never kisses you again
Khane mein na khana khata
Rohini se aate jo na mile
Album banayi saansein isliye chalri
Wo bandi thi jo, usne shadi karli
Saala qabool kya kiya, logo ne aankhein padli
Got an 8 figure deal, logo ki gaandein jall gayi
And seriously im not impressed
Meri bandi hai jo, mujhse rehti katti
Uske dosto ko ni pata, humari baatein chalti
Kahi hi meri padi hui hai
Kaisi yeh fikar hai bata na
Kya hoga mujhe tu bata de
Joh bhi hoga mujhe tu bata de