Pass me to hi h shayad zindagi
Aage wo jaaye jo tum se door
Yaadon se na honge poore vaade koi
Behti hawa si hai meri kahani
Ye Kabhi hai paani ye kabhi hai aandhi
Aati udaasi kyu mujhe pata nahi
Ye baate batati jab meri kahani
Zindagi se maangi maine bhut si dawa
Bhut si dawa na mili meri zindagi khafa
Zindagi se maangi maine bhut si dawa
Bhut si dawa na mili meri zindagi gawah
Aaya dil k kareeb mere paas utna
Kya thi wajah sachhi bata
Khelne se pehle tune socha bhi na ?
Bahot saare anban hue tere vaaste
Kaafi saare galat liye hai maine faisle
Asal me tune bas tode saarey rishtey
Kasam se na bolunga fir mai dobara ye
Pass me to kya h meri zindagi
Khwaabo se le jaaye jo door
Iraade the honge poore vaade bhi
Maine bola mere mann me alfaaaz hai
Milne waale aire gaire tere bane khaas h
Aise to na padta farak mujhe
Kehna to nhi chahiye lekin keh deta hun bandi to tu h farebi
Ab to lgta hai pagal tha mai
Chehra dhundta tera tha baadalo me
Duniya hai zaalim aur tu kitni masoom
Socha ki tujhe bacha lunga mai
Chalun na udun ab tere ishaaro pe
Samajh gya hun tere iraade mai
Malum h mujhe tu lgi thi lakhon me
Dil ki na maanu ab sunu zamane ki
Pass me to hi h Shayad zindagi
Aage wo jaaye jo tum se door
Yaadon se na honge poore vaade koi