Mahaul jama tha haatho me jaam tha
Rooftop se dekhta mai tamasha
Rango ka bhi hua tha deedar
Left right left koi bhi na raas aaya
Fir liye thode ghoont thode kash maine
Thoda thoda hosh thoda vash me nahi
Dekhe idhar udhar mere chashmey
Party of the life banu har ek Jashn me
Relaxed hoti jaari body language
Bandobast me na kami koi rehn de
Iraade thode Bane h offensive
Dus bate dus pade past — Hume na gyaan de
Ye jo Chadha h bukhaar ye na utrega
Jo bhi pada h beemar wo na sudhrega
Tu toh aaya itna far ab na rukne ka
Saaya bhi hai gayab na gawah koi inn karmo ka
Zamane ki na sochi kabhi maine bottle aadhi aadhi baari me fir aadhi aur maari h
Jalne waale jale meri dosti se yaari bhut dekhi abhi yaari bhut baaki h
Bande hum gehre, baato me beh rhe, raaton k pehre h
Sachhi bata rhe, lagti qatare, jahan pe bhi tehre hai
Sardi ki raatein ho garmi ki baatein ya farzi tamashe to
Bharti gilasse fir jalti hai machis aur agni ho sakshi to baaki kyu jalte h
Aadhi Raat me hua thodi naughty mai
Baaki baatein krenge after party me
Next waali Bana halki upar marking se
Faltu hisaab ko dun laafa seedha kaan pe
Girebaan pe jaan de bande ye kaam ke dhaam ke fande ye baandh de
Jo Zubaan ki daam ki laaj bachane samjhle ye kandhe pe taang de
Zamane ki na sochi kabhi maine bottle aadhi aadhi baari me fir aadhi aur maari h
Jalne waale jale meri dosti se yaari bhut h dekhi abhi yaari bhut baaki h