Mai ye jaana na mai ye maana na
Dil me tune kya tha chippaya
Kuch anjaana sa tha begana mai
Bewajah hi sochta kya tha
Kahani haseen thi maine likhi
Asaani se kiya tha tujhpe yakeen
Pata nahi pyaar hi tha ya nahi
Chhodun mai teri nishaani sabhi
Socha maine banega jahan ghar apna
Jagah wo nahi khaali mujhe pata nahi jaun ab kahan
Baatein banani mujhe ni aati - yahi hai khata
Shayad tabhi tune mujhse kabhi kiya na wafa
Pehli nazar me hi lagi thi haseen
Lagi thi khara sona mujhe
Johwri galat mai hua yakeen
Laga tha nahi dil ki kaali
Pehle se hi maanta tha tujhe apni sagi
Na maana hota to jaanta nahi kya hoti bebasi
Dil me jagah nahi tune mujhe kabhi di
Di tune mujhe galat fahmi
Uda tha mai aasman me soch ke yahi
Ki mai kabhi girunga nahi
Mai ye jaana na mai ye maana na
Dil me tune kya tha chippaya
Kuch anjaana sa tha begana mai
Bewajah hi sochta kya tha
Kahani haseen thi maine likhi
Asaani se kiya tha tujhpe yakeen
Pta nahi pyaar hi tha ya nahi
Chhodun mai teri nishaani sabhi
Basa tu mere jazbaton me aise
Bitaayi thi maine bhi raate wo kaise
Tujhse tha zindagi me rang
Awaz me khoya har dam mann mera
Sune bas awaaz teri kare na sawaal
Mere sir pe sawaar tha aisa khumaar
Suroor tera nasha chadha aisa tadipaar
Maine maana tujhe daulat ab mai nikla khaali haath
Ab doori pasand - Nazdeekiyo se ghute dam
Di thi kasam - khaani kasame na jhuti ab
Chote jhakham - to jhel bhi jaate hum
Khel khatm- kaate jab akelapan
Mai ye jaana na mai ye maana na
Dil me tune kya tha chippaya
Kuch anjaana sa tha begana mai
Bewajah hi sochta kya tha
Kahani haseen thi maine likhi
Asaani se kiya tha tujhpe yakeen
Pta ni pyaar hi tha ya nahi
Chhodun mai teri nishaani sabhi