LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Offended

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Karein Rock 'N' Roll hum toh karein block road
In this Lucknow, nawabi bhi machati apna shore
Gaadi loaded, chote pockets apni moti notes andar- Folded hai

Banda soul dead hai , Saath waalo k saath vishwaas ghaat matlab CODE RED hai
Hum hai COLD BLOODED
Matlab aisa krne waalo ko milega bas ek DEcD END hai
Bole to sudden death- PRccN KHcTcM
NO OFFENCE

Bande baithe hai offended
Baat se meri
Kuch yaade aur baate hai
Saath mere
Jo hun din me wahi hu mai
Raat me bhi
Mujhe roke ye teri
cukaat nahi *2

Karte nahi travel hum nikalte hai shikaar pe
Unchi ho awaaz to milta jawaab hai DcHccD se
Khoonkaar se - Launde apne saath k - ek baap k- ek baat k
Krdete hai tabaahi ittefaq se

Vishwas tere upar tha vishwasghaat tune kiya
Ghaat laga k dekh Maine tujhe tera swad kaisa diya
Tera swaagat kaisa kiya
Paramparagat service yahan
Mujhse panga Lena matlab tera OM NcMcS SWcHc Hc Hc !!

Panga Lena 'hmare saath matlab GcME OVER HcI - get over it
Suroor tera feeka h- Hungover tu- hum sober hai
Ye moment ka momentum teri samajh se bhut upar hai
Savera nahi dekhega
TUJHE KcRKE DcFcN HUM SO RcHE HcI !!

Bande baithe hai offended
Baat se meri
Kuch yaade aur baate hai
Saath mere
Jo hun din me wahi hu mai
Raat me bhi
Mujhe roke ye teri
cukaat nahi

Baate hongi baad mein
Honi ab tabahi hai
Baat jaaegi aage baat izzat pe aayi aur
Jab izzat pe aayi to badi Dikkat hai bhai apni
Fitrat me shiddat hai Sanjay Dutt type

Ye jo safed dawai dikhai
Rakh de kisi kone me karde ise side line
Sholay bhadke apne andar jaise meteorites
Bande mad crazy
Birthday blast pe karwate light hai ye DYNcMITE

Certified fighter pilots bhi terrified apni height se
Mummified bodies se deal karte daddy devil rise hey !
Opposite mind hai na wish krte nice day
Welcome to my world & I hope you have a nightmare !

Na padd chakkar me haivaniyat divine
Hum hai doctor writing me na padd khaake bas tu dawai reh
Zahir hai saare number humare side hai
Na maza aata 9 to 6 maza jo 69 me hai !


Bande baithe hai offended
Baat se meri
Kuch yaade aur baate hai
Saath mere
Jo hun din me wahi hu mai
Raat me bhi
Mujhe roke ye teri
cukaat nahi

Bande baithe hai offended
Baat se meri
Kuch yaade aur baate hai
Saath mere
Jo hun din me wahi hu mai
Raat me bhi
Mujhe roke ye teri
cukaat nahi

Thoda wazan badh gaya to log halke me lene lage

Kuch cheez hai meri kuch logon k pass dhyaan rakhna aaunga wapas lene

Mera naam sunta rahega tu

KD RcPid huh !!

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other