Liye zeher ke ghoont bhi maine piye
Saanp ke sang chala tha mai seedhe
Dhyaan ye baatein meri ab kheeche
Liye zeher ke ghoont bhi maine piye
Saanp ke sang chala tha mai seedhe
Dhyaan ye baatein meri ab kheeche
Palke na hoti band jab khwaab tere aate hai
Bhatakta hai mann jab naam suna kaano ne
Karmo ka fal hai ya saza kisi Janam ki
Andha hua mai dekh pyaar teri aankhon mein
Paa k mai tujhe abhi aur sataaun
Dhundu mai tujhe fir khud hi chhupaaun
Khud hi rulaaun khud hi manaau
Apni kamiya khud hi ginaaun
Seedhe bataun- mai to fanaa hun
Poori kitaabe mai yun hi likh aaun
Dhune sunau - bolu mai kya
Liye zeher ke ghoont bhi maine piye
Saanp ke sang chala tha mai seedhe
Dhyaan ye baatein meri ab kheeche
Liye zeher ke ghoont bhi maine piye
Saanp ke sang chala tha mai seedhe
Dhyaan ye baatein meri ab kheeche
Baato me teri dhundu vaade maine kha li kasme
Bin bataye kitne pal bitaye ab kyu ye daste
Haan mere rab ye kyu tune na kiye poore sapne
Thame jo haath lekin wahi nahi saath to kon apne
Jitne lamhe bitaaye tere saath
Kitna kitna tu hua mera khaas
Bebaak bebaat banta firta tha
Lekin asal mein dil mera to pinjare ke andar tha
Socha tha udunga to udunga tere hi saath me
Hogi kitni uchi udaan hum upar honge badal ke
Lekin par (pankh) the kamzor ya kya hawa me kuch kami thi
Mai sitaro tak to pahucha lekin tum wahan nahi thi
Suno meri baat ab hona kya ye kya pata
Betaab sa iss lapata ko raasta dikha zara
Irada tha- ye vaada tha- lagaav thoda zyada sa
Jhoot bhi tera ye kitne ghaav bhar jaata tha
Liye zeher ke ghoont bhi maine piye
Saanp ke sang chala tha mai seedhe
Dhyaan ye baatein meri ab kheeche
Liye zeher ke ghoont bhi maine piye
Saanp ke sang chala tha mai seedhe
Dhyaan ye baatein meri ab kheeche