Yeh Hasratein Bhi Beshumar
Khud Ke Guroor Par Ho Sawaar
Khud Se Hi Apni Jeet Haar Hai
Yeh Hasratein Bhi Beshumar
Khud Hi Khade Hain Khud Ke Khilaaf
Khud Kashti Hain Khud Hi Sailaab
Khud Hain Sawaal Khud Hi Jawaab
Tufaano Mein Banke Chiraag
Yeh Hasratein Bhi Beshumar
Khud Ke Guroor Par Ho Sawaar
Khud Hi Khade Hain Khud Ke Khilaaf
Khud Kashti Hain Khud Hi Sailaab
Khud Hain Sawaal Khud Hi Jawaab
Tufaano Mein Banke Chiraag
Yeh Hasratein Bhi Beshumar
Khud Ke Guroor Pe Ho Sawaar
Khud Se Hi Apni Jeet Haar Hai
Hasratein Bhi Beshoomar Hoo
Yeh Hasratein Bhi Beshumar
Khud Ke Garoor Pe Ho Sawaar...