Let em say jo bhi ye bhole na sunta inki
Me pura pahad , ye mere hi tukde choti si kinki
Me khodu pahad , janam bihar , wo naam tha maanji
Ankho me laali , hai jeb me chaandi ki dabbi
Ye bhokte kal , dhundte aaj me, inki na galti
Inki jo bandi , cause mere hi gaane wo sunti
Dil pe autograph mera wo room me chahti
Hai shawty wo nauty , han sath mere hi jaati
Raat hai kaali , kaali hai gaadi or gaadi me bethe hai yaar
Mamme kare jab chase - to ladke ye hote farar
Farar jo hote ,to haat na aate - ye ladke hai jamna par
Dil me rakhte pyaar , aur muh pe gaali rakhe chaar
Bawe na humse tu panga le
Ja kaam dhund koi dhang ka re
Lena ho bair to soo dafa soch
Hum laase bahadete ganga me
Khunkhaar shero ka beta ye jangal hai
Har din sani or sath me mangal hai
Dhakkahal na dete ye bagal se
Faad ke haath pe dene me awwal ye
Sariya dete seedha sar pe
Yhn maut hi duja vikalp hai
Kade na darte galat ye ladke
Karte paap or pooja bhi karte
Upar Wale se fr dua bhi karte
Galti inki Krna maaf bas khyaal rkah
Ab raat me nikli hai gaadi
To samjhna jaan koi jaane wali
To hum hi hai Raja or hum hi darbari
Ye humara khel , to hum hi khiladi
Ye zindagi jua to hum bhi juaari
Me hi sawali or me hi qawwali
Tu chord de , terete sambi na jaari
Let em say whole then end