Khud se hi jung hai apni jeet ki
Khwab ke ghar hai tere beech hi
Mitti ko choo ke jana kitna bada hai tera aasmaa
Is mitti ke rang tere preet hi
Barish khud hi hai pakle seenchti
Ye dil tujh pe kurbaan hai
Ye dil tujh pe kurbaan hai
Ye dil tujh pe kurbaan hai
Mujh se na punchna mai kaun hoon
Mujh se na poonchna mai kaun hoon..Kaun hoon..Kaun hoon
Mai hoon aazadi, Ek chattan bhi hoon
Jo toode dushman ko aur moode har gam ko
Mai hoon aazadi,Ek imaan bhi hoon
Mujh ko kasam teri tera rakhwala hoon mai
Talab nahi,Khwaab hai,Khwaab vo sapnaaa