Mahiya tu nazrein chura raha hai
Mere siva aur kise chah raha hai
Vaade kar ke umr bhar ke, mujhse Dil kahin aur tu laga raha hai
Sath hoke bhi sath nahi hai, Pehle se jazbat nahi hai
Berukhi teri keh rahi hai, Pehle si wo baat nahi hai
Berukhi teri keh rahi hai, Pehle si wo baat nahi hai
Haq tujhpe bas ek mera tha
Dil ko hamesha aisa lagta tha
Ishq wo tera bas mere liye tha
Baatein tu saari mujhse karta tha
Veham ye dil ka aise tune toda, Pehle sa mujhme kuch nahi choda
Berukhi teri keh rahi hai, Pehle si wo baat nahi hai
Mahiya tu nazrein chura raha hai
Mere siva aur kise chah raha hai,
Vaade kar ke umr bhar ke mujhse, Dil kahin aur tu laga raha hai