Aadat Teri Lag Gayi Hai Mujhe…
Behne Laga Tu Saanson Ki Jagah…
Dooba Dooba Rehta Hun Shyamo Subah
Dooba Rehta Rehta Hun Shyamo Subah
Dooba Dooba Rehta Hun Shyamo Subah
Dooba Rehta Rehta Hun Shyamo Subah Ho….
Tumne Pata Bhi Hai Kya,Kya Keh Diya
Shyam Ka,Gulaabi Yeh Rang Mere Gaalo Mein Bhar Diya
Aisa,Socha Na Tha,Kahega Koi…
Mere,Maange Bina Mujhe Sab Kuch Hai Mil Gaya
Waise To Yeh Dil,Ziddi Tha Bada Oo
Par Tere Aage Jhuk Gaya….
Aadat Teri Lag Gayi Hai Mujhe…
Behne Laga Tu Saanson Ki Jagah…
Dooba Dooba Rehta Hun Shyamo Subah
Dooba Rehta Rehta Hun Shyamo Subah
Dooba Dooba Rehta Hun Shyamo Subah
Dooba Rehta Rehta Hun Shyamo Subah Ho….