Kabhi socha nhi tha aunga mai agge
Lagge zinda the mujh mai kisi aadmi ke shak
Sick mind, sick rhyme cold flow wala
Dost puche tune khelna kiu xhod dala
Jawaab kafi rakhe mera dil par
Dimag unn shabdo ko aaj bhi na jod para
Ha lie maine therapy ke sessions
Or zindagi shikati rahi lessons
I was stuck in a loop dimension
cnxiety deti rahi obsessions
cb dost Mumbai se bhi kare tweet
Bro i heard your song liked your reel
Dene dar si laggi hai yeh mashoori
cb mai xhod chuka padna toh likhna hua zaruri
Dil karna chahe tujse baat
Dimag mai bassi hai teri yaad
Yeh meri bebasi yeh mere haal
Tu kar rahi hai HM or mai intezaar
Jawaab ki zubaan pe na tu bhi
I never meant what it was meant to be
Bas dede tu yeh ek jawaab
Kamyabi ke tu raste pe kiu thi
Maine galti jaan ke hi toh kasoor mana
Par tune kab kisi ko apna dost mana
Your brother said me to leave
Toh shikha tujhse hi tha maine sabse kese door jana
Dil ka boora nhi zubaan hai bekaar
Sab kuch padke bhi raha hai tu hi yaad
Chere pe hassi hu andar se udas
Ladke bole kavita mai kahani ko talabgaar
Dil karna chahe tujhse baat
Dimag mai bassi hai teri yaad
Yeh meri bebasi yeh mere haal
Tu kar rahi hai HM or mai intezaar
(Tu kar rahi hai HM or mai intezaar)