LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Teri Diwani Radha Rani

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Teri Diwani Radha Rani Kabse Nihare Thor - (2)
Jab Dekho Jaayein Kanha Ji Sautan Bansuriya Ki Or - (2)

Saara Saara Din Tu To Adhron Ko Aise Chumti Rahti Bansuriya
Lipat Kamariya Se Kanha Ke Aise Ghumti Rahti Bansuriya
Laaj Nahi Aati Kya Tujhko - (2)
Sun Oh Banwariya ...
Tu Meri Sautan Bansuriya, Meri Bairan Bansuriya - (2)

Tune Mere Mohan Pe Kaisa Jaadu Daala
Mera Kanhaiya Ban Gaya Dekho Murli Wala - (2)
Ek Tere Kaaran Door Hua Hai - (2)
Mujhse Saanwariya...
Tu Meri Sautan Bansuriya, Meri Bairan Bansuriya - (2)

Sun Oh Meri Pyaari Raadha, Kyun Itna Ghabrati Hai
Meri To Har Ek Saans Tera Hi Bas Geet Sunati Hai
Adhron Pe Beshak Hai Per Dil Me
Meri Tu Gujariya ...
Nahi Hai Sautan Bansuriya, Na Hai Bairan Bansuriya - (2)

WRITERS

SHRISH SINGH

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other