Yaha ghum kitney sarrey hai
Woo krta krta live show or
Mein ghar beth dekh live show uskey
Roonte khade aasu hi ni rook rhe mere
Haa aayega ek din m hungaa uss makaam pey
Maa hogi meri khush or hum aachey makan mai
Mein iss bidh m kho chuka
Maafi chahta hu Ashish teri
Lehro k samney dekhey chera uska
Teri tasveer galey se lagakar
Aab teri tasveer hai kha par
Aab yaad kr k aapna sir na dukhana
Iis janam mai humey tumse milaya
Khushi or dukh ka pala karaya
Sahi galat yaha sabney sikhaya
Kro sabar yaha waqt bataya
Ram raheem hamey mark sunaya