Ye berang zindagi mei kyun uljhay rahein
Ye ankahi baaton ka kyun yakeen karein
Kyun? Iss dal dal mei hum dhastay yun rahein
Kyun? Iss jhoot ko sab zindagi kahein
Jab doobnay ko gehrai na ho
Jab har kadam pe apne na ho
Ab sochay tu jab waqt chala gaya
Ab kaanpay tu jab bas mei na raha
Berang zindagi mei kyun uljhay rahein?
Ankahi baaton ka kyun yakeen karein?