LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Sharab Ban Gaya

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jab se tune mujhe chhoda
Jab se mera sharaab ban gaya
Tu thi meri jaan jaan se pyaari
Tere bina dil betaab ban gaya
Teri yaadon ne mujhe ghira
Sapno ka mera sansaar tu
Tere bina sara jahaan suna
Mere dil pe sitam dhaye kyun
Sharaab ban gya
Pyaar tera sharaab ban gya
Aansuon se har raat bheegi
Dard mera khawaab ban gya

Har bottle mein tera aks dikhha
Har glass mein tera naam likha
Teri judaai mein kyun jiya jaaye
Jeene se behtar hai ye nasha sikha

Raatein lambi aur jeena mushkil
Teri gali mein phir jaaye kaise
Tere bina ye dil deewana
Teri tasveer dil dhadkaye vaise
Sharaab ban gya
Pyaar tera sharaab ban gya
Aansuon se har raat bheegi
Dard mera khawaab ban gya

WRITERS

Karm Veer Yadav, Kushant Singh, Sawan Kumar

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other