LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kya Yeh Hua

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mere Dil me aajkal bas tumhari kyun hai baatein chal rahi
Deewana ban gaya tha mai, saari raatein lag rahi hain ajnabee
Kaise hua
Kaise hua
Kaise hua
Kaise hua
Zamane bhar ke humne waadein Jo kiye the kahan kho gaye
Akelepan me jo dil ke armaan the woh so Gaye
Kya yeh hua
Kya yeh hua
Kaise hua
Kaise hua

Andheri raat mein
Sitarein kya keh rahe
Pheeke pad rahe hain
Sapnon ke dayare
Nikal na paa raha hun mai
In khayalon se pare
Isi ehsaas me
Jeene ko mann karein
Ha ha

Dard hota kyun hai mujhko saamne jab tu dikhti nahi
Us pal ki khamoshiyon me doobne ka avsar wohi
Kya yeh hua
Kya yeh hua
Kaise hua
Kaise hua

WRITERS

VIshwajit Singh

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other