Chooke mujhe tune dil pe kyun chode nishaan
Dhoondhu tujhe par na milta hai tera pata
Tute mile saare sapne jo maine sajaaye
Ab lagta hai soona sa mere ye dil ka makaan
Chooke mujhe tune dil pe kyun chode nishaan
Dhoondhu tujhe par na milta tera pata
Tu meri hoke bhi dhoke de mujhko kyun roke bhala
Ab un lamhon ka rakhun main kitna aur kaise hisaab?