Rabb karde mujhe itna kaabil
Kar paaye toh tu bhi karle
Mujhe baahon mein apni thaam lo
Tere paas hi rehna chaahun
Tumhe to fikar nahi, par hume toh rehti hai
Vo jo tumhare ghar ke sath ek nadi behti hai
Kabhi aaya karte the hum kashti mein sawaar tumhe dekhne ke liye
Aaj tumhara ghar aur vo nadi, dono sunsaan rehti hai