LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Generic Love Song

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Soja soja soja subah hone mein baaki hai thodi der
Agar pata hota pehele hi din se samajhleta saare mein khel
Main tha naadan
Maa ki kasam kya pata tha
Phasunga tere mein chakker mein aisa
Ki bhulunga ghar kahan tha
Thoda sa samay bhi toh na diya varna life ko karta bag mein pack
Teri badaulat hi padti hai gaali maa bhi nikalegi mera diss track
Karti hai tu mujhe itna distract
Ladki hai ya tu hai satan in fact
Dekha nahi kabhi kamre mein dono saath mein, and that's a fact

Raaz-e-ulfat chhupa ke dekhliya
Dil bohut hi kuch jala ke dekh liya
Aur kya dekhne ko baaki hai
Aapse dil laga ke dekh liya

Raaz-e-ulfat chhupa ke dekhliya
Dil bohut hi kuch jala ke dekh liya
Aur kya dekhne ko baaki hai
Aapse dil laga ke dekh liya

Raaz-e-ulfat chhupa ke dekhliya
Dil bohut hi kuch jala ke dekh liya
Aur kya dekhne ko baaki hai
Aapse dil laga ke dekh liya

Kaisi baichaini jo ho tu na saath mein
Lage barsaat aaye
December ke mahine mein jaise tezi se ye raat jo aaye
Kyon bataye
Tere tere baare mein
Phere lene wale hain
Paise wale saare hain
Mujhe thoda samay lagega aur
Us sab ki dikkate tu na le
Jo tune shoe maange laake main dedunga
Kabhi koi aesa vaada jo pura na kiya ho
Samay na diya ho tu toh bata
Ye bhi batade ki hoga kaun aesa jo tujhe sambhalega mere siva
Mere jaise toh miljayenge lakho caroro per teri jaisi mujhe mile kahan

Raaz-e-ulfat chhupa ke dekhliya
Dil bohut hi kuch jala ke dekh liya
Aur kya dekhne ko baaki hai
Aapse dil laga ke dekh liya

Raaz-e-ulfat chhupa ke dekhliya
Dil bohut hi kuch jala ke dekh liya
Aur kya dekhne ko baaki hai
Aapse dil laga ke dekh liya

WRITERS

Faiz Faiz, Kartikaya Omrania

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

Coarse Language