LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

18

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mila tu ab na jaane dun mein
Rehta mera naam tere muh pe
Ye saare kehte na chalega ye rishta
Tootega jld tu kehde ye jhoot hai
Ye chahte hume door dekhna
Na huye khush jab bataya tere baare mein
Par meri gal sun mein rehna tere naal hi
Aur tje pata hai na hum lagte cute hai

Karte the baat mein nikala depression se
Tune kabhi na kaha mje attention de
Mein dekha na tje par jaanu mein tere baare
Chahta pyaar mein na chahta koi lessons be
Aur teri blessings hai jaana mere sar pe
Mein chudoon falak agar chuthey na saath tera
Karte date ni mein late hun pr faith hai tu hogi saath mere

Menu maa se tera haath lena

Mila tu ab na jaane dun mein
Rehta mera naam tere muh pe
Ye saare kehte na chalega ye rishta
Tootega jld tu kehde ye jhoot hai
Ye chahte hume door dekhna
Na huye khush jab bataya tere baare mein
Par meri gal sun mein rehna tere naal hi
Aur tje pata hai na hum lagte cute hai

Tu rehti door pr in fanslon m taakat ni
Hoti naraaz tu mein teri karta baatein ni
Jo karti trust i promise mein kabhi todun na
Aur kabhi lage toh puchlena yun chupana ni
Hum karenge show mein karun propose
Stage pe tje ye khwaab hai mera
Aankhein jawab de tera past bekaar hai
Yahan tak aane ke liye mein kaafi hai jhela

Mila tu ab na jaane dun mein
Rehta mera naam tere muh pe
Ye saare kehte na chalega ye rishta
Tootega jld tu kehde ye jhoot hai
Ye chahte hume door dekhna
Na huye khush jab bataya tere baare mein
Par meri gal sun mein rehna tere naal hi
Aur tje pata hai na hum lagte cute hai

WRITERS

Kartik Maurya

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist