Art ki baat ni yhan clout chase proudly
Shayad ye limelight ke siwa dete bhav ni
Ya shayad itna upar aa gya main in sbse ke
Nazar kaise aau mere agal bagal cloud aye!
Aav na taav dekhu laava seedha ghaav mein
Bawa Art ka ye maamla daav mein
Dekh similarity Ye rappers Jaise Tities
Kyunki tight inke blouse hai
Lyrically ni dam to ye trolling kare
Ye rapper lagte 'C' lekin low level hai
Aadhe famous rappers whack
Aadhe acting like they black
baatein aise jaise chodenge ye duniya pe impact
gaane aise kar na paate inke neighor ko effect
Kaise aage badhegi fir aise generation
Jab real issues karta ni koi adress hai
So just listen ab hone wale aise scene ki
Passion dega lesson to be lyrical assassin
I said ye kaam dekh legend darre
Jab melody ko chod ke insanity pe aau
Main ek layer se hi gaad du that's a cad-burried
Ye rap jaise duji koi dictionary
Par rap jaisi duji koi addiction na rahi
See kehne ko aate to boht hai
par Actual supporter iota imaginary
When I spit choote pasine ye ghut te thook
Jaise dekha ho kisi ne booth mein bhoot
Chale yhan loop mein jhooth
khaate ye ghoos bhi thoos ke
jaise ho ye host koi News ke
Jaise fate kapde gareeb pe gareebi aur ameer pe dikhate uska style
Vaise hi 2 whack rapper kaam kare same fir bhi fame wala uda jaata waah waahi
So let me go back to the basics
Ye Rap-Bizz Kaate kare crazy jaise Rabies
Industry ko chahiye bas fake hi
You step into a contract vo bandhe jaise laces
Bante ye real lekin jhoote do kaan pe ayye!
They sell their soul jaise ke joote dukaan pe hai
Pair tikte ni zameen pe aaj rappero ke
tikenge bhi kaise saalo ke joote to kaan pe hai
To kala yhan kahan pe hai
Artist ko tolte yhan joote ke daam pe ye
Well baat to sahi hai shayad tabhi noton pe bna ye gandhi hai
lay ki ye gayaki ek beat aur ek mic hi
bhay mein ye rappers jab bhi tay karu writing
Kar rha main set jaise bio ka koi paper
Naalayak se ye haters inke number aate dhai teen
Ye fail rhe zehar du die-eating
bole lo (low) mahre ghar aayo dean (iodine)
Jalkukdo ka main Sir (SAR) kyunki PANCH (punch) ye panchayati
Shawty deti number sath mein ek smile bhi
Teri wali meri side kyunki ID hai psychi
Main bolu baby dunga tujhko present every night
Future hoga wet and dirty chaahe past tera dry clean
same rhyme scheme fir bhi game time
Respect to real OGs Soldiers Keep fighting
Bhai Ji dekhi jaegi R.I.P. Society
Jab pencil ni kregi yhan misled
Jab kisse chalenge yhan ishq ke
Jab risk leke jeetenge Jab gire bhi uthenge us din jeetega ye rap scene fir se
Jab pencil ni kregi yhan misled
Jab kisse chalenge yhan ishq ke
Ye rap scene jeetega jab gaaliyo hi nahi thodi kala bhi dekhegi
Jis din in this diss game