Laapata be-nishaan kaisi ye chahat hai
Aye khudaa kyun naa likha usse naseeb me
Laapata be-nishaan kaisi ye chahat hai
Aye khudaa kyun naa likha usse naseeb me
Tumse milna toh bas ittefaq tha
Bichadna likha tha lakiro mai
Abb ho chuke door hum itne
Abb dhalti ye shaam aur haathon mai jaam
Haan mana hu mai tere layak nahi
Ye kaisa insaaf bas gunaah tere maaf
Kya le chuka koi jagah abb meri
Tere baad mera raha na wajood
Tujhse bhi zyada hai teri kahaniya mashoor
In salakho se karde rihaan mujhe
Dekhe na mudke tu kaisa ye tera guroor
Laapata be-nishaan kaisi ye chahat hai
Aye khudaa kyun naa likha usse naseeb me
Laapata be-nishaan kaisi ye chahat hai
Aye khudaa kyun naa likha usse naseeb me
Ye dil ke daraaro mai tere nishaan
Kyu dikhe bas khaamiya tujhe bata
Ab raha na koi thikana mera
Jo mana tha tujhe hi mera jaahan
Aaye lautke tu kisi ek bahane se
Toote dil ko roz hum ye dilaase de
Guzare hai muddatein saari
Par aaj bhi tu rehgayi meri inn yaadon mai
Ab maujood hai hamare beech bas faasle
Manzil hai tu meri tu hi muqaam hai
Beshak hum dil me tere na rahe
Par aaj bhi tere hum bas tu ye janle
Laapata be-nishaan kaisi ye chahat hai
Aye khudaa kyun naa likha usse naseeb me
Laapata be-nishaan kaisi ye chahat hai
Aye khudaa kyun naa likha usse naseeb me