Keh bhi na paaye dil ye bezubaan saa
Dekha inn nazro ne mere jo tujhme
Mere baahon me jab tu sir rakhe
Teri zulfo ki inn fizao me
Sambhala har mod pe tune, naa chhoda ye haath kabhi
Teri nazar se joh dekhu toh aasaan lage zindagi
Behad guzarti woh dardse phir bhi sada wo muskuraye
Dabaye rakhein baatein mann me, naa kisika dil woh dukhaaye
Tu sabse haseen khwaab hai