Bass keh de haan mujhko baby
Phir chal jaaye aakhon se ab mera yeh jaadu
Har Pal Lage Khaas Khaas Baby
Tu aur mein rahe khaas khaas Baby
Mera dil tere pass pass baby
Tere bin nahi saans saans baby
Suno Zara Bahon mein toh aa
Aankhe jabhi kholu tera chehra hai vaha
Suno zara chal milke dekhe moon zara
Tu kahe toh usse lake rakh du yaha
No Rona dhona bass khona khona
Teri aankho mein baahon mein meri jana
Dhunda tujhe meine har kona kona
Akhir wahi hua joh meine bola bola
Haal behal mein tu tujh pe fida
Main tera Bae Tu meri Bee
Put that together you know what it means BABY!!
Bass keh de haan mujhko baby
Phir chal jaaye aakhon se ab mera yeh jaadu
Tere haath mei haath haath baby
Tere Haath mein Haath Haath Baby .