LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Hawaayi Yaadein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hua yeh kya
Dhuaan dhuaan
Tha mera sara jahaan
Kinara ban ke beh gaya
Hai laapata
Tu hi bata kyu
Khafa khafa
Laage sara jahaan

Haan kaise kya pata
Yeh kaise kyun hua
Hai inni yaadein teri
Yaadon mein bhi yaadein aaye
Haan kaise kya pata
Yeh kaise kyun hua
Reh gayi khwaaishein bhi
Khaali khaali

Aate jaate
Hawaayi yaadein
Hawaayi yaadon mein behti rehti
Taake jhaake
Hawaayi yaadein
Hawaayi yaadon mein behti rehti
(Hawaayi yaadein, hawaayi yaadein)
Hawaayi yaadon mein behti rehti

Uljhi suljhi
Kya kabhi rukh mod paaun
Ya kahin ghum ho jaaun
Main khoyi khoyi
Dil mein toofan lehraye
Raahatein mil na paaye
(Kyun)

Haan kaise kya pata
Kyun aise dil khoya
Hai inni yaadein teri
Yaadon mai bhi yaadein aaye
Haan kaise kya pata
Kyun aise dil khoya
Reh gayi khwaaishein bhi
Khaali khaali

Aate jaate
Hawaayi yaadein
Hawaayi yaadon mein behti rehti
Taake jhaake
Hawaayi yaadein
Hawaayi yaadon mein behti rehti
(Hawaayi yaadein, hawaayi yaadein)
Hawaayi yaadon mein behti rehti
(Hawaayi yaadein, hawaayi yaadein)
Hawaayi yaadon mein behti rehti

WRITERS

Khevna Shah

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other