Dhudhli sari raatein dhudhli sari teri yaadein
Jiya na jaye pr tu vhi tham jaye
Shikateye hone pr bhi pyaar kam na hota
Lekin hota mere bas mein to tu rehta mere pass
Rhkr mere pass tu hi ruthe
Yh pyaar meri adat na chute
Unchahe lamhe sataye mujhe
Pass au jitna main tu door rhe
Shikateye hone pr bhi pyaar kam na hota
Lekin hota mere bas mein to tu rehta mere pass
Tujhmein hi khud ko dekh lau
Tu nhi hai mere saaath fir kyu rhta mere pass
Door to tu phle bhi tha aaj to tera dil bhi khoya
hota mere bas mein to tu rehta mere pass