LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Manzil Kahan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dil ki zameen banjar si hain
Umeed ka zariya Tu dikha
Naarazgi khudse nahi
Tujhse bhi hai, toh kya fayda

Kho sa gaya ye asmaan
Manzil kaha ye Tu bata

Besabar dil ko tunne kyu kiya
Laapata Khud se hi Mujhe kyu kiya
Kho si gayi hu tere Khwaab mein
cakar mujhe tu mujhse mila

Hairan si hai aankhein meri
Palkein hai kyun naraaz si
Dhundu Nishaan tere mere
Sapno ki yeh duniya mein bhi

Kho sa gaya ye asmaan
Manzil kaha ye Tu bata

Besabar dil ko tunne kyu kiya
Laapata Khud se hi Mujhe kyu kiya
Kho si gayi hu tere Khwaab mein
cakar mujhe tu mujhse mila

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other