LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Dil

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Yeh dil tere liye kitnay saal lara hai
Kitnay saaal larne ko tayaar

Yeh dil tere liye kabhi haar maana nahi
Kabhi haar maanay ga nahi

Tu hai is dil ki
Aik hi aarzoo
Aik hi daastan
Aik hi raasta

Aakhri dam tak mai gaoun
Tere hi taraaanay
Hongay naa khatam yeh kabhi
Tere fasaanay

Tujhe basa k rakh loon is dil mein
Yehi khwaahish abb meri hai
Tujhe basa k rakh loon dil mein
Yehi manzil meri hai

Is dil ko tere siwa koii pasand naa aaya hai
Naaa aayega is tarah

Is dil mein tu jaise sama gaya
Waise koi samaye ga nahi

Tu hai is dil ki
Aik hi aarzoo
Aik hi daastan
Aik hi raasta

Aakhri dam tak mai gaoun
Tere hi taraaanay
Hongay naa khatam yeh kabhi
Tere fasaanay

Tujhe basa k rakh loon is dil mein
Yehi khwaahish abb meri hai
Tujhe basa k rakh loon dil mein
Yehi manzil meri hai

WRITERS

Hamza Iqbal, Rauhaan Rizvi

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None