LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Jaadu

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Chalein yeh tere aagay peechay
Lekin haath naa aaye tu kisi ke

Dekh ke tujh ko yeh chhalaangay maarein
Dil mein tere naam ke chalein naaray

Dekhte hi tujh ko yeh khil paray
Nazrein inki abb ruk naa sakein

Tujh mein sab itna gumtay gaye
Teri tarah abb yeh bolnay lagay

Adaayein teri k aagay
Haaraa saaraa zamaana
Teri khushbu kheenchein
Tere diwaanon ko peechay peechay

Jaadu tera
Chhaa ne laga
Mausam haseen
Aanay laga
Jaadu tera
Zaalim itna
Bach naa saka
Koi bechaara

Baat karne ke so bahaanay
Tayyaar kar ke kharay yeh saaray

Mauqa hai ke mil naa paaye
Dil abb bekaraar hota jaaye

Mulaqaat ka phir waqt jab aaye
Alfaz mun se nikal naa paayein

Hairaangi mein doobtay hi jaayein
Saaaray iraaday nakaam ho jaayein

Adaayein teri k aagay
Haaraa saaraa zamaana
Teri khushbu kheenchein
Tere diwaanon ko peechay peechay

Jaadu tera
Chhaa ne laga
Mausam haseen
Aanay laga
Jaadu tera
Zaalim itna
Bach naa saka
Koi bechaara

WRITERS

Hamza Iqbal, Rauhaan Rizvi

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None