LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Urhta

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Woh kehte rehte sunlo meri par mai urhta jaaun, urhta jaaun, Urhta
Hain speakers loud aur raat andheri bas mai urhta jaaun, urhta jaaun, urhta
Dekho tou taare saare kaise gungunaayein
Dekho yeh chamkein mai ne khwaab aisay sajaayein
Ho jaati baatein teri meri par mai urhta jaaun, urhta jaaun
Ooo koi jazbaat mere samjhein naa,
Bas muskura k mai chal doonga,
Sapne hazaar mai bhi jee loonga,
Rangeen jahaanon mein urhta jaaun, urhta jaaun, urhta jaaun, urhta jaaun
Reh gayi dunya qadmon k neechay aur mai urhta jaaun, urhta jaaun, urhta
Fikrein chhor aya saari peechay bas mai barhta jaaun, charhta jaaun, urhta
Is khwaabon ki kashti mein likhni hai kahani
In sonay ki galiyon mein hai mai ne sunaani
Lafzon mein abb woh baat kahan mai tumhe kya samjhaaun, kya samjhaaun
Ooo koi jazbaat mere samjhein naa,
Bas muskura k mai chal doonga,
Sapne hazaar mai bhi jee loonga,
Rangeen jahaanon mein urhta jaaun, urhta jaaun, urhta jaaun, urhta jaaun
Har raasta, aur waasta
Mai chhor gaya
Abb mai urhta jaaun

WRITERS

Rauhaan Rizvi, Hamza Iqbal

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None