Tere naam sehi likhdiye the shabad mene
Tere naam se hi chal diya tha
Roke vo puche duniya wale anjane na ghat ti ghadi
Khuda ne bhi aakhir pal diya tha
Teri hayat dekh jeeta dekhu na tasveer
Aakhir shayri nabaad kare
Kalam se vakhif duniya baki sab
Muskurahto ke piche bhi koi nakaam
Rivayto se ladte aaye hum tabhi benaam
Mulkh bat gya in chutiyo ki khvaisho se
Ye ladte khabro me aur kabro me inka imaan
Munafa dekh ke ye harf ka bnate matlab
Sukoon me rehkar kehkar juth lete sab inaam
Khuda bhi dekhe sab ye jane na kis kaam ka hai
Ruhaniyat ye manzil karmo me faste anjaan
85 lakh markar aakhir kyu banna insaan
Mai thik ped mehi bas dena chahu inaam
Makhmal kyu chehre dekhe kosu khamiyo ko
Khuda ka tofa hai tu lota uski kuch vajah
Fida ye duniya vale note pe then soch se
Tu soch se ameer inki baton me bhara gumaan
Ye khudse intne kuch ki asliyat ko bhul gaye
Lehja na theek han naseeb se bhale mahaan