Saari duniya bhool chuka ab mai
Toh kyu sapne dikhaaye tune
Vaadein na nibhaayein tune
Ya tha mai hi thoda paagal
Teri baahon mein bas jaana hai
Ab tujhse milna bhi chod diya hai
Tujhe bhulaana bhi na paata hu
Na mai bhulaana hoon chahta
Meri aankhein hai tadpaayi
Jaate jaate tune yeh kya kardiya
Ab toh dil mein tanhaayi basti hai
Teri baahon mein bas jaana hai
Teri baahon mein bas jaana hai
Teri baahon mein bas jaana hai
Teri baahon mein bas jaana hai