Jo tujhpe hi bs marta hai
Kyon tu chup si hai rahne lagi
Wafa ki aarzoo thi aaj tu bhi sath nahi
Hui barsaat sirahane pe aayi baadh
Akhiri baar jo bhi baat hui phone pe
Mazaak tha vo, kaise karoon mai aitbaar
Ayengi baatein dheere dheere khul ke samne
Hogi tu bhi pareshan jaise hoon mai jaan le
Barbaad hua mai aashiqui me par
Pakde nahi maine glass kabhi jaam ke
Haan likhi maine teri kahaniyan
Haan maine vo sabko suna diya
Har jagah bas tu hi nazar aati hai
Photo teri maine dil me chhupa liya
Likhne jo baitha to panno pe shabdon se
Pana jo chaha sath tera mai
Tujhe takdeer bana baitha
Pyar me bol tujhe kya mila
Dekha karta tha mai tujhe tab
Dekha karti hai tu mujhe ab chhup ke
Jhuthla de ye saari baatein sach
Suna hai maine pyar tu bhi karti thi mujhse
Ise aur main samjhun bhi kya
Kya hai tere mann me bata
Aaya ek teesra beech hamare
Tujhe mujhse vo achchha laga
Tu baar baar dil mera tod