Har aansoon ki boondon mein
Tu jo gayi mere dil se yun kahin dur
Bhula na paunga teri jo woh hasi
Jinse meri thi har khushi
Har pal tu saath hai toh zindagi
Kya kabhi tum aaoge mere yeh roobaru
Kahan tera pata tu hi meri raza
Dhoondhe mera dil har jagah
Har pal tu saath hai toh hai yeh jahaan
Har aansoon ki boondon mein
Tum hooo meri yaadon mein