Hai rab tu hi mera jahaan
Baahon mein teri hai basera
Woh kahein tere pyaar mein
Dekh tu zara meri aankhein
Ho sake toh phirse mujhko na todna
Hai rab tu hi mera jahaan
Baahon mein teri hai basera
Woh kahein tere pyaar mein
Main uss gali mein thehra
Tu pooche hai maangi dua kya
Tera naam kaise bata doon
Khudse hoon main lad raha
Ho sake toh karna intezaar mera
Hoon tanha main jaaun kahaan
Woh kahein tere pyaar mein