LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Fall Again

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Phirse tumko yoon milke
Dil ki har baat kehke
Ishq puraana tha jo
Hua naya
Baahon mein phir yoon leke
Mauka naya ik deke
Hua kabhi jo na
Tu kar woh bayaan
Khile gulaab karte sabar
Sajaa doon zulfon mein teri zara
Meri duaon ka yeh asar
Mila jo mujhko tu phir ik dafaa
Sunke pyaari yeh baatein
Aankhon mein aansoo aaye
Jaane ab tu bhi ki aashiq main tera
Bin soye meri raatein
Tere hi geet gaayein
Bhule ik pal naamumkin saansein lena
Phirse tumko yoon mil ke
Dil ki har baat kehke
Ishq puraana tha jo
Hua nayaa
Taaron sitaaron mein hona likha
Mera hona likha
Ik tera
Taaron sitaaron mein hona likha
Mera hona likha
Ik tera
Tumko apna yoon kehke
Labz mere muskaaye
Zindagi meri tu kaatil bhi mera
Soya main ghar ko jaake
Phir tu sapno mein aaye
Palkon ke piche tu meri main tera
Phirse tumko yoon mil ke
Dil ki har baat kehke
Ishq puraana tha jo
Hua nayaa

WRITERS

Krishna Bhardwaj

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other