Khaali Khaali si yeh raatein
Aa baith zara mere paas bhi
Tujhe ik kahani sunaaunga
Tujhe aaj sab woh bataaunga
Aa baith zara mere paas bhi
Tujhe ik kahani sunaaunga
Tujhe aaj sab woh bataaunga
Kabhi kabhi toh yeh sochoon
Kya kaabil tere ban paaunga main
Kisi ek din tujhko thaam ke
Shikaayat jo hai sunaaunga
Tujhe aaj sab woh bataaunga
Tujhe aaj sab woh bataaunga