Rooh mein tu mahakane lagi
Sapnon Ki tarah aankhon mein
Main mar bhi jaaun aaj per tu Na chhode sath
Main Fanaa ho jaaun aaj per tu Na chhode sath
Har Mausam har subah mein
Rooh mein tu mahakane lagi
Sapnon Ki tarah aankhon mein
Tu Jo meri hai to mujhse Gila kyon hai
Aakhir Bata meri jindagi khafa kyon hai
Mahaki fizaon mein Teri hi guftgu hai
Meri har sans mein Teri Kami kyon hai
Sath jeene Marne Ki kasmen kyon khai tune
Jab mujhko chhodana tha Yun hi Akela
Khud se shikayat thi to use per parda kyon
Mujhko paraayaa kyon banaya tune Aaj
Rooh mein tu mahakane lagi
Sapnon Ki tarah aankhon mein